Islamic quotes in Urdu :
We will provide Islamic quotes in Urdu with images. Use these short Islamic quotes to express your feelings of love.
Islam is the only religion which is the path of success. If you want to build a strong relationship with Allah, then these Urdu Islamic quotes are for you.
صبر رکھو ہر چیز آسان ہونے سے پہلے مشکل ہوتی ہے شیخ سعدی
sabar rakho har chees asaan hony sy pehlay
mushkil hoti ha Sheikh Saadi
سب سے خطرناک ناراضگی وہ ہوتی ہے
جس میں آپ کبھی اس شخص پر جوتا تے نہیں کہ آپ ناراض ہی
Sab se khatarnak narazgii woh hoti hai Jis mein
aap kabhi is shaks par Jatataay nahi ke aap naraaz hain
مجھے اس شخص پر تعجب ہوتا ہے جو روز دیکھتا ہے کہ اس کی سانس
اورعمر کم ہورہی ہے اور وہ موت کے لئے تیاری نہیں کرتا
Mujhe is shaks par taajub hota hai Jo rooz dakhta hai
ke is ki saans aur Umar kam horahe hai
aur woh mout ke liye tayari nahi kartaa
ہم تکلیف کے جس مقام پر بھی ہوں
ہم سے آگے ضرور کچھ لوگ ہوتے ہیں
انہیں دیکھ کر ہمیں شکر کی لاٹھی تھام
لینی چاہئیے تاکہ راستہ سہولت سے کٹ سکے
Hum takleef ky jis maqam par bhi hon
Hum se aagay zaroor kuch log hotay hain
Inhen dekh kar hamein shukar ki laathii
Thamaam leni chahiye taakay rasta sahoolat se kat sakay
ایمان والی عورت کا اصلی زیور
سونا چاندی نہیں بلکہ حیا اور پردہ ہے
Imaan wali aurat ka asli zewar
Sona chandi nahi balkay haya aur parda hai
مومن بندے کی نشانی یہ ہے کہ
جب اس کی موت کا وقت قریب آجاتا ہے
تو اس کے چہرے پر مسکراہٹ بھی آجاتی ہے
Momin banday ki nishani yeh hai ke jab
Is ki mout ka waqt qareeb aajata hai to
Is ke chehray par muskurahat bhi aajaate hai
ہر ٹوٹی ہوئی امید مجھے میرے اللہ سے جوڑتی ہے
Har tooti hui umeed mujhe mere Allah se jurte hai
میں نے پوچھا بابا جی حسد کیا ہے
کہنے لگے رب کی تقسیم سے اختلاف رکھنا
Mein ne poocha baba jee hasad kya hai
Kehnay lagey rab ki taqseem se ikhtilaaf rakhna
میرے کردار پہ کوئی داغ نہ لگنے دینا
میری بس اتنی سی التجا ہے تجھ سے یارب
Mere kirdaar pay koi daagh na lagnay dena
Meri bas itni si iltija hai tujh sy yaa Rab
ٹھوکر بھی انہی کو لگتی ہے
جن کو رب میں تھامنا ہوتا ہے
Thookar bhi unhi ko lagti hai
Jin ko rab mein Thamna hota hai
حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا
ہمیشہ سچ بولو تاکہ تمہیں کبھی
قسم کھانے کی ضرورت نہ پڑے
Hazrat Ali razi Allah taala anho ny
farmaya hamesha sach boloo taaky tumhe
kabhi qisam khanay ki zaroorat nah parre
جو کسی کا برا نہیں چاہتے
ان کے ساتھ کوئی برا نہیں کر سکتا
یہ میرے رب کا وعدہ ہے
Jo kisi ka bura nahi chahtay
Un ke sath koi bura nahi kar sakta
Yeh mere rab ka wada hai
باتیں کرنا سب کو آتا ہے مگرتاثیر بیاں کی کسی کسی کا مقدر ہوتی ہے
Baten karna sab ko aata hai maggar
Taseer-e-bayan ki kisi kisi ka muqaddar hoti hai
تم وہ مانگتے ہو
جو تمہیں اچھا نظر آتا ہے
اللہ وہ دیتا ہے جو تمہارے لئے اچھا ہوتا ہے
Tum woh mangay ho
Jo tumhe aaccha nazar aata hai
Allah wo deta hai jo thumare liye acha hota hai
میں نے کہا تھک چکا ہوں
جواب آیا: لا تقنطوا من رحمۃ اللہ
اللہ کی رحمت سے ناامید نہ ہو ہو
mein ne kaha thaak chuka hon
jawab aaya : لا تقنطوا من رحمۃ اللہ
Allah ki rehmat se na umeed nah ho
جب ساری دنیا موقع دیتی ہے تو
اس وقت بھی اللہ آپ کے ساتھ ہوتا ہے
Jab saari duniya mooqa deti hai to
Is waqt bhi Allah aap ke sath hota hai
جس کا بھروسہ اللہ ہو ان کی منزل کامیابی ہے
Jis ka bharosa Allah ho un ki manzil kamyabii hai
نیند نہیں آتی اپنے گناہوں کے ڈر سے
یا ر ب پھر سکون سے سو جاتا ہوں
یہ سوچ کر کے تیرا ایک نام رحیم بھی ہے
Neend nahi aati apne gunaho ke dar se yaa Rub
Phir sukoon se so jata hon yeh soch kar
Ke tera aik naam Raheem bhi hai
کہہ دو غم حسین منانے والوں سے
مومن کبھی شہداء کا ماتم نہیں کرتے
Keh do gham Hussain mananay waloon se
Momin kabhi sho-hada ka maatam nahi karte
اللہ بہتر کرے گا
لیکن اگر اللہ نے بہتر نہ کیا تو
امان رکھو اللہ بہترین کرے گا
Allah behtar kere ga
lekin agar Allah naay بہتر nah kiya
To Amaan rakho Allah behtareen kere ga
وہ دن کبھی مت دکھانا اے پروردگار
کے مجھ میں غرور آجائے
رکھنا سب کے دلوں میں اس طرح کے
ہر کوئی دوا دینے پر مجبور ہو جائے
Woh din kabhi mat dikhnana ay parvar-digaar ke
Mujh mein ghuroor aajay rakhna sab ke dilon mein is terhan
Ke har koi dawa danay par majboor ho jaye
اور پھر عورت سے سچی محبت
بس اس کا شوہر ہی کر سکتا ہے کوئی غیر مرد نہیں
Aur phir aurat se sachi mohabat
Bas is ka sohar hi kar sakta hai koi ghair mard nahi
بولنے کے لئے پہلے اچھا سننا ضروری ہے
ایک انسان کو پہلے سننا چاہیے
اور اسی سے بولنے کا فن سیکھنا چاہیے
Aaj ki achi baat:
Bolnay ke liye pehlay acha sunna zaroori hai
Aik insaan ko pehlay sunna chahiye ar isi se
bolnay ka fun seekhna chahiye
0 Comments